Qurbani ki Dua in Hindi: Eid Al Adha 2024

Spread the love

Qurbani ki Dua in Hindi  aur Eid al Adha Qurbani ka sunnat Tariqa kya hai is post me hum aap sab ko batayenge. Eid Al Adha ke din sabhi Musalman Hazrat Ibrahim alaissalam aur Hazrat Ismail alaissalam ki sunnat ko ada karte huye Janwar ki Qurbani dete hai, agar aap bhi Qurbani dena chahte ho to Qurbani ka kya tariqa hai kya sunnatein hai aur Qurbani ke waqt aur Qurbani ke baad konsi dua padhni hai hum aap ko ye information is post me denge.

Eid Al Adha me Qurbani karne ka sunnat tareeka

 

Qurbani ki Dua in Hindi: Eid Al Adha 2024

Sunnat tareeka yah hai ki jibaah karane vaala shakhs aur jibaah hone wala jaanavar donon ka rukh Qible ki taraf ho. iska matlab hai jab Qurbani ke liye jaanavar ko zameen par litaya jae, to uska munh kaaba shareef ki taraf ho.

कुर्बानी करने का सुन्नत तरीका

सुन्नत तरीका यह है कि ज़िबह करने वाला और ज़िबह होने वाला जानवर दोनों का रुख किब्ले की तरफ हो। मतलब जब कुर्बानी के लिए जानवर को जमीन पर लिटाया जाए, तो इसका मुंह काबा शरीफ की तरफ हो।

Qurbani ki Dua in Hindi

Qurbani ki Dua in Arabic

بسم الله الرحمن الرحيم

ٕاِنِّيْ وَجَهْتُ وَجْهِيَ لِلَّذِيْ فَطَرَ السَّمٰوَاتِ وَالأَرْضِ حَنِيْفاََ وَّ ماَ أَناَ مِنَ الْمُشْرِكِيْنَ إِنَّ صَلَاتِيْ وَ نُسْكِيْ وَمَحْياَيَ وَمَمَاتِيْ لِلّٰهِ رَبِّ الْعٰالَمِيْنَ لاَ شَرِيْكَ لَهُ وَبِذٰالِكَ اُمِرْتُ وَمَا أَنَا مِنَ الْمُسْلِمِيْنَ اَللّٰهُمَّ مِنْكَ وَ لَكَ بِسْمِ اللهِ الله أَكْبَرْ

Qurbani ki Dua in Hindi

Inni Wajahtu Wajahi Ya Lillazi Fatarassamawati Wal Arz Hanifaun Wa Ma Ana Minal Mushrikeen! Inna Salati Wa Nusuki Wa Mahya Ya Wa Mamati Lillahil Rabbil Aalmin! La Sharika Lahu Wa Bizalika Umirtu Wama Ana Minal Muslimin! Allahumma Min Ka Wa Laka Bismillahi Allahu Akbar!

Qurbani ki Dua in Hindi: Eid al adha 2024
Qurbani ki Dua in Hindi: Eid al adha 2024

कुर्बानी की दुआ

इन्नी वज्जहतु वज्हिय लिल्लज़ी फत़रस् समावाति वल अरद हनीफन व मआ अना मिनल मुशरिकीन, इन्न सलाती व नसुकी व मह्याया व ममाती लिल्लाहि रब्बिल आलमीन, ला शरीक लहु व बि-ज़ालिक उमिरतु व मआ अना मिनल मुस्लिमीन, अल्लाहुम्म मिनका व लका, बिस्मिल्लाहि अल्लाहु अकबर।।

Qurbani ki Dua in Hindi: Eid Al adha 2024

 Janwar Zibah Karne ki Dua in Arabic: Eid Al Adha 2024

بسم الله الرحمن الرحيم

.اللهم تقبل مني كما تقبلت من خليلك ابراهيم و حبيبك محمد صلى الله عليه وسلم

Qurbani ki Dua: Janwar Zibah Karne ki Dua in Hindi: Eid Al Adha 2024

Allahumma Taqabbal Minni Kama Taqabbalta min  Khalileka Ibrahim Wa Habibeka Mohammad Sallaho Alahi Wasallam.

Note: agar kisi dusre ke naam se kiya ho to lafz Minni ki Jagah (Min Fula ibne fula kahe.

Janwar Zibah Karne ki Dua in Hindi Eid Al Adha 2024

ज़िबह करने की दुआ

अल्लाहुम्मा तकब्बल मिन्नी कमा तकब्बलता मिन खलीलिक इब्राहीम अलैहिस्सलाम व हबीबिक मुहम्मदिन सल्लल्लाहु तआला अलैहि वसल्लम.

Note: अगर किसी दूसरे के नाम से किया हो तो लफ़्ज़े मिन्नी की जगह मीन फलाँ इब्ने फलाँ कहे .

Qurbani ki Dua Janwar Zibah Karne ki Dua

Qurbani karne ka sunnat tareeka aur Dua in Urdu Image:

Eid Al Adha me Qurbani karne ka sunnat tareeka aur Qurbani ki Dua

Qurbani karne ka sunnat tareeka aur Dua in Hindi Image: Eid Al Adha 2024

Qurbani ki Dua Janwar Zibah Karne ki Dua

Qurbani ki Dua in Hindi Images:

Qurbani ki Dua in Hindi Images

Eidgah Jate waqt ki Dua:

Idgah jate waqt ye dua padhe aur EIdgah se wapas Aate waqt bhi aur masjid k ander bhi padhte rehiye.

Takbeer e Tashreeq Dua in Arabic :

بسم الله الرحمن الرحيم

ﺍﻟﻠﻪ ﺃﻛﺒﺮ ﺍﻟﻠﻪ ﺃﻛﺒﺮ ﻻ ﺇﻟﻪ ﺇﻻ ﺍﻟﻠﻪ ﻭﻟﻠﻪ ﺃﻛﺒﺮ ﺍﻟﻠﻪ ﺃﻛﺒﺮ ﻭﻟﻠﻪ ﺍﻟﺤﻤﺪ

Dua in Hindi: 

Allahu Akbar Allahu Akbar Laa Ilaha Illalahu Wallahu Akbar Allahu Akbar Wa Lillahil Hamd.

Eidgah Jate waqt ki Dua in Hindi

Tarjuma : Allah Sabse Badaa Hai, Allah Sabse Badaa Hai,

Allah ke Siwa koi Ibaadat ke Layeq nahi, Aur Allah Sabse badaa hai, Allah Sabse Badaa hai,

Aur Allah hi ke liye Sabhi Tareefein hai.

ईदगाह जाते वक़्त की दुआ

अल्लाहु अकबर अल्लाहु अकबर, ला इलाहा इल्लाल्लाहु, वल्लाहु अकबर, अल्लाहु अकबर, लिल्लाहिल हम्द,

तर्जुमा: अल्लाह सब से बड़ा है, अल्लाह सब से बड़ा है, अल्लाह के सिवा कोई इबादत के लायक नहीं,

और अल्लाह सब से बड़ा है, अल्लाह सब से बड़ा है, और अल्लाह ही के लिए तमाम तारिफ़ें हैं।

Islamic Mahine Zil Hajjah me aur Khas taur se Ayyam e Tashreeq yani 9 Zil hajja se 13 Zil hajja tak is Takbeer ko zyada se zyada padhein, iska bahot zyada sawaab hai.

Eidgah Jate waqt ki Dua

*******

Fayeda :

‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾

  • Zil Hajj ki 09 tareeq ko Namaz e Fajar se lekar Zill Hajja ki 13 tareeq ki Namaz e Asar tak har Farz Namaaz ke baad Takbeer E Tashreeq Padhna Waajib hai, 1 Baar Padhna Waajib hai Jabki 3 Baar Padhna Afzal Hai.
  • In Dinon mein Jamaat ke sath Namaaz padhne wale ke liye Har Farz Namaaz ke baad Takbeer e Tashreeq Padhna Waajib hai.
  • Akele Namaaz Padhne wale ke liye aur Musaafir par Waajid nahi hai lekin Mustahab hai.
  • Mard Hazraat Buland Aawaaz se padhein jabki Khawateen Aahista awaaz mein padhein.
  • Allah hum sab ko Amal karne ki Taufeeq ataa farmaye, Aameen.

 

Eid Ka Chand Dekhne ki Dua: 

Dua in Arabic: 

بسم الله الرحمن الرحيم

اللَّهُمَّ أَهْلِلْهُ عَلَيْنَا بِالْيُمْنِ وَالإِيمَانِ وَالسَّل اَمَةِ وَالإِسْلاَمِ رَبِّي وَرَبُّكَ اللَّهُ

Eid Ka Chand Dekhne Ki Dua in Hindi:

Bismillahir Rahmnair Rahim

Allahumma Ahillahu Alaina Bil Amni Wal Imaani Was Salaamati Wal Islami Wat Taufiki Lima Tuhibbu W Tarja Rabbi W Rabbukal Laah.

Tarjuma: Aye Allah, is Chand ko hum par Barkat, Iman, Khairiyat aur salamati waala kar de, Aur Hamein taufeeq de is amal ki jo tujhe pasand aur Margoob ho. Aye Chand, Mera aur Tera rab Allah Hai.

Eid ka chand dekhne ki dua in Hindi

 

ईद का चाँद देखने कि दुआ:

बिस्मिलाहिर रहमानिर रहीम

“अल्ल्हुमा-अहिल लहू अलैना, बिल अमनी वल इमानी वास सलामति वल इस्लामी वाट तौफिकी लिमा तुहिब्बू व तरजा रब्बी व रब्बुक्ल लाह”

तर्जुमा: ऐ अल्लाह तलाह इस चांद को हम पर बरकत ईमान खैरियत सलामती वाला कर दे, और हमें तौफिक, दे इस अमल की जो तुझे पसंद और मरगुब हो ऐ चांद मेरा और तेरा रब अल्लाह है।

Eid Ka Chand Dekhne Ki Dua in Hindi

 

Iske Baad 11 Baar Surah Kausar Padhein.

Bismillahir Rehmanir Raheem

Inna Aataina Kal kausar, Fasalli Lirabbika wanhar, Inna Shaaniaka, Huwal Abtar.

इसके बाद 11 मर्तबा सूरह कौसर पढ़े

बिस्मिल्लाहिर्रहमानिर्रहीम

इन्ना आयत ना कल कौसर,फसल्ली लिरब्बिका वन हर, इन्ना शानियाका हुवल अब्तर.

Conclusion: 

is post me Eid Al Adha 2024 ke liye Qurbani ki Dua in Hindi, Qurbani ka sunnat Tariqa, Eidgah jate waqt ki dua aur Eid ka chand dekhne ki dua ki information provide ki gayi hai.

Note: agar kisi dua ya translation me koi khuda na khwasta koi galati dikhayi de to please hamein inform kijiye, Insha Allah galati ko durust kar diya jayega, Jazak Allahu khair.Allah hamein sahi amal ki taufiq ataa farmeaye, Aameen.

 

for more updates visit to our website www.islamicduainhindi.com