Safar ki Dua ek aisi Dua hai jo Safar karte huye Humari Hifazat Karti hai,
Har kisi ko Safar karne ki zarurat padti hai, aise me agar hume Dua E Safar yaad hogi to Insha Allah humein safar karte huye kisi bhi Musibat ya Hadse ka samna nahi karna padega, Dua hamari hifazat karegi.
Safar ki Dua ko Quran k Soorah “Surah Az-Zukhruf” se liya gaya hai aur isey yaad karna bhi bahot Aasan hai, Aap bhi ek minute mein Safar par jane ki dua padh sakte hai.
Safar ki dua ko hum har tarah ke safar me padh sakte hai jaise Bike, Car, Airo plane, Train, Bus aur bhi dusri vehicle.
Is article me hum Safar ki Dua in Hindi, English, Arabic aur Urdu me aur translation ke sath provide karenge, sath hi Safar ki Dua in Hindi, English aur Urdu images bhi Aap ki Aasani ke liye di gayi hai.
Aap sabhi se request hai hai is Article ko poora dekhein aur share karein.
Safar ki Dua
Dua E Safar se pehle Jab Aap kahin safar karne ka Irada ya niyyat kar lete ho to ye Dua padh sakte hai.
بِسْمِ اللّٰہِ تَوَکَّلْتُ عَلَی اللّٰہِ، اَللّٰھُمَّ بِکَ اَصُوْلُ وَبِکَ اَحُوْلُ وَبِکَ اَسِیْرُ، اَللّٰہُمَّ اَنْتَ الصَّاحِبُ فِی السَّفَرِ وَالْخَلِیْفَةُ فِی الْاَھْلِ ۔
Bismillahi Tawakkaltu Alallahi, Allahumma Bika Asulu wa bika ahulu wa bikaa Aseeru, Allahumma antaassahibu fissafar walkhalifatu fil ahli.
Tarjuma: Allah Taala ke naam ke sath Safar shuru karta hoon, Allah par mai ne Bharosa kiya. Aye Allah, Aap hi ki Madad se jaata hoon aur Aap hi ki madad se wapas Aata hoon aur Aap hi ki Madad se chalta hoon. Aye Allah, Aap hi safar mein sathi hain aur Khabargeer hai Ghar baar mein.
दुआ ए सफर से पहले जब आप कहीं सफर करने का इरादा या नीयत कर लेते हो तो यह दुआ पढ़ सकते हैं।”, इसलिए पहले हम
जब सफ़र का इरादा करे लें, तो ये दुआ पढ़ें
बिस्मिल्लाहि तवाक्कल्तु अलल्लाहि، अल्लाहुम्मा बिका असूलु वबिका अहूलु वबिका असीरु، अल्लाहुम्मा अंत साहिबु फीसस्सफ़र वलख़लीफातु फीलअहलि।”
तर्जुमा :- अल्लाह तआला के नाम के साथ सफ़र शुरू करता हूँ, अल्लाह पर मैंने भरोसा किया। अय अल्लाह! आप ही की मदद से जाता हूँ और आप ही की मदद से वापस आता हूँ और आप ही की मदद से चलता हूँ, अय अल्लाह! आप ही सफ़र में साथी हैं और ख़बरगीर हैं घर बार में।”
“دعائے سفر سے پہلے جب آپ کہیں سفر کرنے کا ارادہ یا نیت کر لیتے ہیں تو یہ دعا پڑھ سکتے ہیں۔”
“جب سفر کا ارادہ کر لیں، تو یہ دعا پڑھیں:
بِسْمِ اللّٰہِ تَوَکَّلْتُ عَلَی اللّٰہِ، اَللّٰھُمَّ بِکَ اَصُوْلُ وَبِکَ اَحُوْلُ وَبِکَ اَسِیْرُ، اَللّٰہُمَّ اَنْتَ الصَّاحِبُ فِی السَّفَرِ وَالْخَلِیْفَةُ فِی الْاَھْلِ
Safar Ki Dua in Hindi: Sawari Par baith kar ye Dua Padhe
Safar Ki Dua in Arabic text:
سُبْحَـٰنَ ٱلَّذِى سَخَّرَ لَنَا هَـٰذَا وَمَا كُنَّا لَهُۥ مُقْرِنِينَ وَإِنَّآ إِلَىٰ رَبِّنَا لَمُنقَلِبُونَ
Safar ki Dua in Hindi:
Sub Haan al lazi Sakkhar lanaa, Haaza Wama Kunna, Lahoo Muqrineena wa inna ilaa Rabbina Lamunqaliboon.
सफर की दुआ हिंदी में : Safar ki Dua Hindi mein
Safar Ki Dua Translation
Safar ki Dua in English
“I begin my journey in the name of Allah, placing my trust in Allah. O Allah! Through Your assistance I depart, and through Your assistance I return, and with Your assistance I travel. O Allah! You are the companion on the journey and the informant in the household.”
Safar ki Dua in Hindi: सफर की दुआ का तजुर्मा हिंदी में
Tareef us Allah ke liye hai jisne isey humarey Taabe mein kar diya aur hum isey Apni koshisho se nahi kar saktey the, aur wo sach mein Hum Apne Rab ki taraf lautne wale hai.
महिमा/तारीफ़ उस (अल्लाह) के लिए है जिसने इसे हमारे अधीन कर दिया, और हम इसे (अपने प्रयासों से) नहीं कर सकते थे। और वास्तव में, हम अपने रब की ओर लौटने वाले हैं।”
Safar ki Dua in Urdu:
شکر ہے اللہ کا ،پاکی ہے اس ذات کے لئے جس نے اِس کو ہمارے قبضہ میں کردیا اور ہم تواس کو قابو کرنے والے نہ تھے اور ہم پر وردگار کی طرف ضرور لوٹنے والے ہیں۔
Safar ke Darmiyaan ki Dua- सफर के दरमियान की दुआ
Safar ke Darmiyaan ki Dua Hindi, English, Arabic aur English Tarjume ke sath neeche di gayi hai.
Safar ke Darmiyaan ki Dua in Arabic
اللَّهُمَّ إِنَّا نَسْأَلُكَ فِي سَفَرِنَا هَذَا الْبِرَّ وَالتَّقْوَى وَمِنَ الْعَمَلِ مَا تَرْضَى اللَّهُمَّ هَوِّنْ عَلَيْنَا سَفَرَنَا هَذَا وَاطْوِ لَنَا بُعْدَهُ اللَّهُمَّ أَنْتَ الصَّاحِبُ فِي السَّفَرِ وَالْخَلِيفَةُ فِي الْأَهْلِ اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ وَعْثَاءِ السَّفَرِ وَكَآبَةِ الْمَنْظَرِ وَسُوءِ الْمُنْقَلَبِ فِي الْمَالِ وَالْأَهْلِ وَأَعُوذُ بِكَ مِنَ الْحُورِ بَعْدَ الْكُورِ وَدَعْوَةِ الْمَظْلُومِ
Safar Ke Darmiyaan ki Dua in Hindi
Allahumma Inna Nas aluka fi safarina haazal birra wattaqwa wa minal amali ma tarza, Allahumma hawwin alaina safarana haaza watwi lana buadahu allahumma antas saahibu fis safari walkhalifatu fil ahli allahumma inni auzubika min wasaais safari wakabatil manzari wasuyil muqalbi filmaali wal ahli wa auzu bika minal hoori baa adalkuri wadaawatil mazloom.
Tarjuma:
“Aye Allah! Hum is safar mein Iman-daari aur taqwa se bhare rahne ki dua karte hain aur aapke raajya mein ruche kaam karne ki amal ki maang karte hain.
Aye Allah, humare liye yeh safar aasaan kar dijiye aur humare liye doori kam kar dijiye. Aye Allah, yeh aapka safar hai aur aap humare saath hain aur humare sabhi kaamon ka safalta aapke haath mein hai.
Aye Allah, hum Safar ke dauraan dukhon aur mushkilon se bachne ki dua karte hain aur maal aur Khandan ke liye acche tareeke se waapas lautne ki Dua karte hain.
Aye Allah, humein apni jannat ki dua karte hain bina aapki makamat ki parwah kiye bina.”
“अल्लाहुम्मा इन्ना नसअलुका फी सफरिना हाज़ाल बिर्रा वत्तक़वा वमिनल आमलि मा तर्दा अल्लाहुम्मा हाव्विन आलैना सफराना हाज़ा वातविल लाना बुअदहु अल्लाहुम्मा अंतस साहिबु फीस सफरि वलखालिफतु फील आहलि अल्लाहुम्मा इन्नी अउज़ुबिक मिन वअथाई सफ़रि वकाअबातिल मंज़रि वसूइ सुइल मुन्कलबि फील मालि वलआहलि वअउज़ुबिक मिनल हुरि बाअदल कुरी वदुआतिल मज़लूमि।”
तर्जुमा :-
ऐ अल्लाह ! हम इस सफर में ईमानदारी और तकवा से भरे रहने की दुआ करते हैं और आपके राज्य में रुचिकर काम करने की अमल की मांग करते हैं।
ऐ अल्लाह, हमारे लिए यह सफर आसान कर दीजिए और हमारे लिए दूरी कम कर दीजिए।, ऐ अल्लाह, यह आपका सफर है और आप हमारे साथ हैं और हमारे सभी कामों की सफलता आपके हाथ में है।
ऐ अल्लाह, हम सफर के दौरान दुखों और मुश्किलों से बचने की दुआ करते हैं और माल और परिवार के लिए अच्छी तरह से वापस लौटने की दुआ करते हैं।
ऐ अल्लाह, हम अपनी मकामात की परवाह किए बिना आपकी जन्नत की दुआ करते हैं।
Safar Ke Darmiyaan ki Dua in Urdu
” یا اللہ! ہم اس سفر میں ایمانداری اور تقویٰ سے بھرے رہنے کی دعا کرتے ہیں اور آپ کی مملکت میں بہترین کام کرنے کی عمل کی درخواست کرتے ہیں۔
یا الله ، ہمارے لیے یہ سفر آسان کر دیجیے اور ہمارے لیے دوری کم کر دیجیے۔ یا اللہ ، یہ آپ کا سفر ہے اور آپ ہمارے ساتھ ہیں اور ہمارے سبھی کاموں کی کامیابی آپ کے ہاتھ میں ہے۔
یا اللہ، ہم سفر کے دوران دکھوں اور مشکلات سے بچنے کی دعا کرتے ہیں اور مال اور خاندان کے لیے اچھے طریقے سے واپس لوٹنے کی دعا کرتے ہیں۔
Safar ke Darmiyaan ki Dua in English:
“O Allah! We pray to be full of honesty and piety in this journey and ask for the best deeds in your kingdom.
O Allah, make this journey easy for us and shorten the distance for us. O Allah, this is Your journey and You are with us and the success of all our deeds is in Your hands.
Ya Allah, we pray to avoid suffering and hardship during the journey and to return in good condition with wealth and family.
Manzil Par Pahonchne ke baad ki Dua-मंज़िल पर उतरने के बाद की दुआ
Jab Hum kisi bus stand, railway station ya airport par pahonch jaate hai, us waqt bhi hamein Allah ko nahi bhulna chahiye jiski wajah se hum bina kisi musibat ya hadse ke apni Manzil ke kareeb pahonche hai.
Agar Aap jis jagah jaana chahte the woh jagah abhi nahi aayai hai aur aap kisi station par Bus/train/plane ko badalne ke liye rukey huye hai tab bhi Aap ye Dua Padh sakte hai.
أَعُوذُ بِكَلِمَاتِ اللَّهِ التَّامَّاتِ مِنْ شَرِّ مَا خَلَقَ
Manzil Par Pahonchne ya kisi Bastim mein Dakhil hone ki Dua
जब आप किसी मंजिल या बस्ती में दाखिल होने लगें तो निचे लिखी दुआ को ३ बार पढ़ें |
Jab Aap kisi Manzil par Pahonch Jaye ya kisi Basti mein Dakhil hone lage to neeche likhi huyi Dua ko 3 Baar padhein.
اللَّهُمَّ بَارِكْ لَنَا فِيهَا
अल्लाहुम्मा बारीक लना फ़ीहा
Allahumma Baarik Lanaa Feeha.
Tarjuma: Ya Allah, Tu Hamein is mein Barkat De.
तर्जुमा :- ऐ अल्लाह, तू हमें इस में बरकत दे।
Translation: O Allah, bless us in this.

اللَّهُمَّ ارْزُقْنَا جِنَاهَا وَحَبِّبْنَا إِلَى أَهْلِهَا وَحَبِّبْ صَالِحِي أَهْلِهَا إِلَيْنَا
Allahumma Arzuqnaa jinaha wahabbibna ila ahliha wahabbib salihi ahliha ilaina.
Tarjuma: “Aye Allah, tu humein iske meve naseeb farma aur yahan ke bashindon ke dilon mein hamari mohabbat aur yahan ke nek logon ki mohabbat hamare dilon mein paida farma dein.”
तर्जुमा :- ऐ अल्लाह, तु हमें इसके मेवे नसीब फ़रमा और यहां के बाशिंदों के दिलों में हमारी मोहब्बत और यहां के नेक लोगों की मोहब्बत हमारे दिलों में पैदा फ़रमा दें।
Translation: “O Allah, grant us the fruits of this place and instill love for us in the hearts of its inhabitants, and make the love of the righteous among them flourish in our hearts.”
ترجمہ: “اللہ ، ہمیں اس کے میوے نصیب فرما اور اس جگہ کے باشندوں کے دلوں میں ہماری محبت اور اس جگہ کے نیک لوگوں کی محبت ہمارے دلوں میں پیدا فرما دیں۔”
Safar ki Dua Images
Safar ki Dua in Hindi : Images
Safar ki Dua in Hindi : Images
Conclusion: Safar ki Dua in Hindi
Safar ki Dua in Hindi, Safar ke Pehle aur Manzil par Pahonchne ki Dua, Sawari ki Dua aur Basti mein Dakhil hone ki Dua is post mein provide ki gayi hai. Safar par jate waqt ye Dua padhne se Allah ki Madad sath rehti hai hai Musibaton, Hadsaat aur Pareshaniyon se hifazat hoti hai isliye ho sake to in Duaon ko Zubani yaad kar lein, ya Kam se kam dekh kar zarur padhein.
Note: Post (Safar ki Dua in Hindi) mein di gayi Dua ya translation mein agar koi galati dikhayi de to please inform karein Insha Allah Galati ko jaldi se correct kar diya jayega.
For more post visit our website www.islamicduainhindi.com
read also